Haal-e-Dil on Dec 25, 2008 in My Diary Other Poets Muhabbat M. Waqas Collection Dard-e-dil Haal-e-Dil Woh Kabhi Kisi Ko Na Kehti Ho GiPar Bina Mairey Bohat Mushkil Say Rehti Ho GiKabhi Din Ke Kisi Udaas Pal Mein WohMairi Shararton Ko Soch Ke Hansti Ho GiBe-sabab Udaasi Ka Sabab Jab Koi Na Poochta Ho GaMairey Israar Ko Kar Ke Yaad Woh Bhi R...
Main Aaina Hoon.. on Dec 23, 2008 in My Diary Muhabbat M. Waqas Collection Dard-e-dil Main Aiyna Hoon,Wo Mera Khayal Rakhti HayMain Toot-ta Hoon Tu Chun Kar Sambhal Rakhti Hay,Har Aik Maslay Ka Hal Nikal Rakhti HaiZaheen Hai,Mujhay Hairat Main Daal Rakhti Hay,Main Jab Bhi Tark-e-taluq Ki Baat Karta HoonWoh Rokti Hay Mujhay, Kal Pay Ta...
Gulshan Hai... on Dec 9, 2008 in My Diary Ghum-e-jaana M. Waqas Collection Dard-e-dil Gulshan hai gul hai jaam hai sar mast ghata haiAisay main tum ajao tu peenay ka maza hai,Tareek hai mahool ye har gaam khala haiAey jazba-e-shoq tu ne kahan chor dia hai,Mahfil main khul na jaye kahin raaz-e-muhabbatWazdeedah nigaahon se koi dekh rah...
Ye Bahaar ka Zamana... on Dec 9, 2008 in My Diary Other Poets daagh Ghum-e-jaana M. Waqas Collection Ye bahaar ka zamana ye haseen gulon ke saayeMujhay darr hai baaghban ko kahin neend aa na jaye,Teray Wadon pe mera dil kab tak faraib khaa'eKoi aisa kar kar bahana meri aas toot jaye,Teri saazish-e-tawajjuh ye nahin tu aur kya haiMain jahan chala sam
Zulmat Ko Ghata.. on Dec 9, 2008 in My Diary Other Poets M. Waqas Collection Dard-e-dil Zulmat ko ghata kehnay se khatra nahi jataDeewar se bhonchaal ko roka nahi jata,Zaaton ke tarazo main Asmat nahin taltiFeetay se tu kirdar ko napa nahi jata,Darya ke kinaray tu puhanch jatay hain piyasayPiyason ke gharon ko tu darya nahi jata,Wapas n...
Wo Dil Hi Kya... on Dec 9, 2008 in My Diary Qateel Shifai Ghum-e-jaana M. Waqas Collection Dard-e-dil Wo dil hi kya teray milnay ki jo dua na karayMain tujh ko bhool kar zinda rahoon khuda na karay,Rahayga pyar teray saath zindagi ban karYe aur baat meri zindagi wafa na karay,Ye theek hai nahin marta koi judai mainKhuda kisi ko kisi se magar juda na...
Zindagi Kis Tarah... on Dec 9, 2008 in My Diary Tanhai Muhabbat M. Waqas Collection Zindagi kis tarah bitaogayPaas apnay jab humain na paogay,Din main tanhaiyaan satayengiRaat ko chonk kar uth jaogay,Raat bhar neend kyon nahin atiTum ye khud bhi samajh na paogay,Log pochaengay tanhai ka sababKya chupaogay? kya bataogay,Palkain har b...
Website content is © BlogTopsites.com 2004-2009. Contact Us.